Thursday 21 May 2020

ठीक हूँ मैं



देखा जवाब मिला मुझे कि,

परेशान नहीं ठीक हूँ मैं।


तुम सोचना नहीं मुझे कभी,

तुम ढूंढना नहीं मुझे कभी,

परेशान नहीं ठीक हूँ मैं।


जब तस्वीरे देख जाओ कभी,

जब आँखों में पानी लाओ कभी,

रुमाल निकाल पोछ सकते हो,

या इतना पानी तो सोख सकते हो

पर मुझे कुछ नहीं कहना क्योंकि,

परेशान नही ठीक हूँ मैं।



जब लिखा हुआ कुछ मिल जाए,

दिल में फिर से अरमां खिल जाए,

कुछ नहीं दबा लेना सब कुछ,

या किताब बना देना सब कुछ,

पर मुझे कभी मत पढ़ाना क्योंकि,

परेशान नहीं ठीक हूँ मैं।


याद में तुम रात गुज़ार दो अगर,

ये कोई नई बात नहीं होगी मगर,

चाँद को देखते मेरा अश्क नज़र आये,

मुँह फेर लेना अपना शायद इश्क़ मर जाये,

पर मुझे परेशान मत करना क्योंकि,

परेशान नहीं ठीक हूँ मैं।

Jaha bhi rahna khush rahna tum

Jaha bhi rahna,
khush rahna tum.
Bhoola ke sare gum,
haste rahna tum.
Zindagi badi ajeeb hai,
Meri yaad bhi dilayegi..
Par bhoolakr mujhe, apna khyal rakhna tum.

Rahe alag thi,
manjil bhi alag thi humari..
Humsafar bhi koi aur hai tumhara,
ye kaisi mohabbat hai humari.
Jab bat samajh aayi to tumse dur ho gaye.
Laga ki jaise,
Ab jarurt nahi humari...

Jaruri ni tha,
ki apna pyar pane ke liye
kisi aur ka dil dukha de hum..
Jaruri ni tha,
apne hoto ki muskaan ke liye
kisi aur ko rula de hum..
Zindagi bhar maine humesha dusro ki khushi chahi..
To tuhi bata..
kaise kisi ko saja de hum..?

Anjan ho,
Isliye humse nafrat karte ho tum...
Jis din jan gaye.
Us din sabse jyada hume yaad karke roge tum..
Mana ki mere hisse me tumhari nafrat hi sahi,
par jaise bhi rahna khush rahna tum.....

Tumse bat karne ko tarasta hai dil....
Par tum mat karna, yehi to kamjori hai humari...
Jee karta hai tumhe jee bhar ke dekhu....
Par tum mat milna,
yahi to bebasi hai humari.
Gar raaho me kahi dikhu tumhe.
To mat theharna tum...
Gar du tera name lekr awaz,
To pichhe mudkar mat dekhna tum..
Dil hai mera nadan,
Ek na ek din sambhal hi jayega.
Par ye nadan apna khyal rakhna tum...